Kuch Destinations aisi hoti hai jaha ap apne bright future plan kr skte hai ya ap apni ek travel destination ko fix kr ke ap apni family ke sath waha par visit kr skte hai . Apke pas apne life ka kuch hi time hota ha jisme ap apni family ke sath ek acha time spend kr skte hai, uske liye apko ache se acha destination choose krna chahiye within your budget . Agar ap ek job aspirant bhi hai to ap apna bright future bhi ek aisi jagah par dekte hai jaha apke talent ko kadar di jae aur jaha apko apke talent ka acha return diya jaye . Har saal bhot se engineers , medical profession ke log , marketing agents aur entreprenuers move krte hai ek aisi country me jaha unhe ek achi job oppurutunity , ek achi business oppurtunity milti hai aur apna business ya career growth lene me asani bhi ho jati hai . Dubai ek aisi destination hai jise kaha jata hai gulf of countries or OIL empire of World , jaha se sabhi countries ko Petrol , Diesel sabhi oils ,supply kie jate hai .
Agar ap ek acha future scope dekhte hai being a job aspirant to apko Dubai Travel ya Job Permit ke liye apply krna hota hai, jiski madad se ap Dubai ko kuch samay ke liye Visit kr pate hai aur apne liye achi job Dubai me apply kr pate hai . Dubai me apko engineers , cook jobs , marketing jobs , business development jobs , technical , hospitality aur sabhi areas me job mil jati hai . Ise World ka job hub bhi kaha ja skta hai jaha alag alag countries se log akar kam krte hai . Agar ap Dubai Visa from India for job purpose or travel purpose ke baare me jan na chahte hai to is post ko dhyan se padhiyega.
Dubai : Destination for Import or Travel
Dubai ko ap sirf as a job spot ke layak hi nhi soch sakte balki apko ye jagah itni pasand aegi ki Dubai Visa from India isliye bhi apply karenge jab ki marriage ya sirf ek leisure travel ki iccha hogi . Dubai ko architectural spot aur resorts se rich ek place bhi mana jata hai . Agar ap World high class travel spots par jana chahte hai to ap Dubai ko visit kr skte hai. Dubai ek OIL spot bhi hai jise pure world me the most biggest oil exporting desh bhi kaha jataa hai . Ap Dubai se Oil import krke specially lubricating oil ko import krke bhi India me apna khud ka business shuru kr skte hai .
Dubai kuch special attractive palaces ki baat kare to ap khud is list me dekh lijie ki ap apne leisure travel , ya business travel ya study travel ko aur exciting kaise bana skte hai :
- Burj Khalifa in Dubai
- Dubai Acquarium
- Bollywood Motion Gate
- Dhow Cruise Dubai Creek
- IMG World of Dubai
- Dubai Desert Safari
- Hot Air Baloon Ride in Dubai
- Madame Tussauds in Dubai
- Laguna Waterpark
- Dubai Frame Tickets
Upar die gaye kuch specific tourist places hai Dubai me jis par ap jakar visit kr skte hai aur apni trip aur bhi exciting bana skte hai. Agar ap education purpose ke liye ya job purpose ke liye ja rahe hai to ap kuch alag eligibility check krke ap apne liye Dubai Visa from India apply kr skte hai . Agar ap koi b VISA related problem ati hai to ap koi b online trip advisor ya offline trip advisor ki madad le skte hai.
Dubai Visa from India : Eligibility and Documents
Dubai me enter krne kin kuch specific eligibility define nahi ki gai hai ye depend krta hai ki ap kis purpose ke liye Dubai Visa from India apply kr rhe hai , agar ap sirf travel purpose ke liye Visa apply kr rhe hai to ap online visa application ki site par apne documents ke sath apply kr skte hai . For tourist travel purpose apko ek 14 days ka ya 30 days ka tourist visa dia ja skta hai jiski cost range 6 se 8 hazaar tk hoti hai . Dubai me koi b Visa apply krne ke liye basic documents jo specify kie gaye hai wo hai :
- Individual Aspirant Passport
- Application Form jo ki website par online available hai
- Passport Size photograph
- Financial Data
- Address Proof
- KYC Documents etc .
Dubai ka visa mostly 14 se 30 days ka hota hai jo kli general travel purpose ya leisure travel visa hota hai, agar ap lmbe samay ke liye jaise 6 months ya 12 months ke liye Dubai me settle hona chahte hai to apko sabse phle kisi company me job ke liye apply krna hoga jis se apko ek approved job letter lena hoga aur job letter lene ke bad apko Dubai Visa from India easily available ho jaega.
Dubai Visa from India : Cost and Application
Dubai ke basic Visa application process me after World Covid norms kafi changes kie gaye , agar Dubai Visa ki cost ki baate kare to cost me apko jyada changes dekhne ko nahi milenge kyoki visa ki cost ab b 8000 se 9000 tk hi deni hoti hai rest apke travel aur hotel booking wgera ke expenses hote hai . Agar ap Dubai Visa from India apply krte hai to apko COVID ka rt pcr test sbse phle krwakar embassy me jama krana hoga us se phle jab ap online appointment for Visa apply krte ho to waha bhi apko Covid ka test upload krna hoga .
Appointment fix hone ke bad apko UAE ki website par ya phir India me dubai embassy jo ki Kolkata , Delhi , bengaluru me set hai waha par ap jakar sidha Visa ke liye apply kr skte hai.
Hope , you liked this information on Dubai Visa Application online and Dubai travel or Dubai shifting from India . If you have any queries realted to application of any visa of any country or related to education or accommodation or study expenses abroad you can contact us through the contact us section or you can place your feedback comments down in the comment section.